Crash Khel - Iska Tareeqa Samjhiye
Crash mein aap shuruaat mein apni bet lagaate ho aur phir ek virtual graph upar jaana shuru karta hai. Jitna zyada waqt graph upar rahe, aapka multiplier utna bada hota hai. Lekin khatra yeh hai ke kabhi bhi graph crash ho sakta hai. Aap cash-out button daba kar apni winnings le sakte ho. Har round ke baad betting fresh hota hai aur
naya round shuru hota hai. Yeh strategy-based game Pakistan mein v 25 ke lobby mein har waqt available hai.